menu-iconlogo
huatong
huatong
hiral-brahmbhatt-phir-laut-aayi-zindagi-cover-image

Phir Laut Aayi Zindagi

Hiral Brahmbhatthuatong
robinsonb3huatong
Testi
Registrazioni
Bewajah hi jo humse rooth kar gayi thi

Bewajah hi jo humse rooth kar gayi thi

Phir laut aayi hai zindagi

Phir laut aayi hai zindagi

Na jaane aaj kitne arse ke baad

Na jaane aaj kitne arse ke baad

Humein raas aayi hai zindagi

Phir laut aayi hai zindagi

Khud ko hi chunwa ke waqt ki deewaron mein

Butt se bane hue the hum

Khud ko hi chunwa ke waqt ki deewaron mein

Butt se bane hue the hum

Kal tak samajhte the qaid hum jise

Kal tak samajhte the qaid hum jise

Aaj woh rihaai hai zindagi

Phir laut aayi hai zindagi

Hazaaron hi sooraj ki roshni jo mil ke

Mita na saki woh andhera

Hazaaron hi sooraj ki roshni jo mil ke

Mita na saki woh andhera

Halke se ummeed ne chhoo liya

Halke se ummeed ne chhoo liya

Aur jagmagaayi hai zindagi

Phir laut aayi hai zindagi

Bewajah hi jo humse rooth kar gayi thi

Bewajah hi jo humse rooth kar gayi thi

Altro da Hiral Brahmbhatt

Guarda Tuttologo

Potrebbe piacerti