------------------------
[F] Jadoo hai tera hi Jadoo
Jo mere dil pe chhane laga
Jadoo hai tera hi Jadoo
Jo mere dil pe chhane laga
Deewane mere ye to bata
kya kiya tune
mitha sa dard hone laga
[M] Ye kya hua, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahan main jaanu na
Ye kya hua, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahan main jaanu na
Koi mujhe itna bata de
Ghar ka mere mujhko pata de
[F] Jadoo hai tera hi Jadoo
Jo mere dil pe chhane laga
Deewane mere ye to bata
kya kiya tune
mitha sa dard hone laga
[M] Ye kya hua, Pehle na aisa hota tha
Main hoon kahan main jaanu na
Ye kya hua, Pehle na aisa hota tha
Main hoon kahan main jaanu na
Koi mujhe itna bata de
Ghar ka mere mujhko pata de
---------------------------------------
---------------------------------------
[M] Maine to ye jaana na
Hota hai kya intezar
mera dil kyun maane na
Mujhko to ho gaya hai pyar
[F] Main chain se pehle raaton ko soti thi
Tune meri nindein looti
Main chain se pehle raton ko soti thi
Tune meri nindein looti
Ye rog kya tune lagaya
Deewanapan kaisa jagaya
[M] Jadoo hai tera hi Jadoo
Jo mere dil pe chhaane laga
O jaana meri ye to bata kya kiya tune
Mitha sa dard hone laga
[F] Ye kya hua, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahan main jaanu na
Ye kya hua, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahan main jaanu na
Koi mujhe itna bata de
Ghar ka mere mujhko pata de
---------------------------------------
---------------------------------------
[F] Jaaneman o jaaneja
kya hai iraada bata
Chhoone de in honton ko
honthon se mere zara
[M] Kya khoob hai, Main bhi kaisa deewana tha
Kyun ishq se anjaana tha
Kya khoob hai, Main bhi kaisa deewana tha
kyun ishq se anjaana tha
Pagal mujhe tune banaya
Chahat hai kya mujhko bataya
[F] Jadoo hai tera hi Jadoo,
Jo mere dil pe chhane laga
[M] Jadoo hai tera hi Jadoo,
jo mere dil pe chhane laga
[F] Deewane mere ye to bata kya kiya tune
mitha sa dard hone laga
[M] Ye kya hua, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahan main jaanu na
Ye kya hua, pehle na aisa hota tha
main hoon kahan main jaanu na
Koi mujhe itna bata de
Ghar ka mere mujhko pata de..
-------------------------------------------
Thank you...