Ha ha ha ha
Mera dil bhi kitna pagal hai
Ye pyar to tum se karta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Ye pyar to tum se karta hai
Par saamne jab tum aate ho
Par saamne jab tum aate ho
Kuch bhi kehne se darta hai
O mere saajan
O mere saajan
Saajan saajan
Mere saajan
Mera dil bhi kitna pagal hai
Ye pyar to tum se karta hai
Kitna isko samajhati hu
Kitna isko behlati hu
Kitna isko samajhati hu
Kitna isko behlati hu
Naadaan hai kuch na
Samajhata hai
Din raat ye aahen
Bharta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Ye pyar to tum se karta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Ye pyar to tum se karta hai
Par saamne jab tum aate ho
Par saamne jab tum aate ho
Kuch bhi kehne se darta hai
O mere saajan
O mere saajan
Saajan saajan
Mere saajan
Mera dil bhi kitna pagal hai
Ye pyar to tum se karta hai
Pyar to tum se karta hai