khwabo ke anchal si
sahra me baadal si
barish ki boondo jaisi maa.
chanda ki lori si
suraj ki holi si
poorab ki kirno jaisi ma
o maaaaa.....
tu hai behta huwa aasman...
o maaaa.... Tere jaisa hain koi kahan
tu hi chhav hai safar me
tu subhaa meri..
hain khuda kahi agar to ankhon me hai wo teri
tu hi chhav hai safar me
tu subhaa meri..
hain khuda kahi agar to ankhon me hai wo teri
Kyu.... Hai teri ankho me ye nami
Ye mere khwabo ki hain jami...
rakhe sabki khabar bekhabar si
dhoop me jaise hain Gulmohar si
tuhi andhero me roshni..
o maa.... tere bin hain adhura jahan
omaaaaaaaa... aaa... tere jaisa hai koi kaha
tu hi chhav hai safar me
tu subhaa meri..
hain khuda kahi agar to ankhon me hai wo teri
tu hi chhav hai safar me
tu subhaa meri..
hain khuda kahi agar to ankhon me hai wo teri
khwabo ke anchal si
sahra me baadal si
barish ki boondo jaisi maa. oooooooooo........