menu-iconlogo
logo

Masoom Chehra

logo
Testi
Masoom chehra nigaahen farebi

Labon pe hasni aur dil mein daga hai

Masoom chehra nigaahen farebi

Labon pe hasni aur dil mein daga hai

Mile dost jisko yahan tere jaisa

Use dushmanon ki zaroorat hai kya hai

Masoom chehra nigaahen farebi

Labon pe hasni aur dil mein daga hai

Dil tod diya kyon itna bata de

Phir baad mein bewafa jo chaahe mujhko saza de

Dil tod diya kyon itna bata de

Phir baad mein bewafa jo chaahe mujhko saza de

Teri berukhi se pareshaan hoon mein

Teri berukhi se pareshaan hoon mein

Na aaye samajh mein yeh kya maajra hai

Masoom chehra nigaahen farebi

Labon pe hasni aur dil mein daga hai

Jo bharta nahin woh zakhm diya hai

Mujhko nahin pyar ko badnaam tune kiya hai

Jo bharta nahin woh zakhm diya hai

Mujhko nahin pyar ko badnaam tune kiya hai

Jise maine pooja maseeha bana ke

Jise maine pooja maseeha bana ke

Na tha yeh pata pattharo ka bana hai

Masoom chehra nigaahen farebi

Labon pe hasni aur dil mein daga hai

Mile dost jisko yahan tere jaisa

Use dushmanon ki zaroorat hai kya hai

Masoom chehra nigaahen farebi

Labon pe hasni aur dil mein daga hai

Masoom Chehra di Kareena Kapoor - Testi e Cover