Hmm.....
Aate jate khubsurat aawara sadko pe
kabhee kabhee itefak se
Aate jate khubsurat aawara sadko pe
kabhee kabhee itefak se
Kitne anjan log mil jate hain,
uname se kuchh log bhul jate hai
Kuchh yad reh jate hain,
uname se kuchh log bhul jate hain
Kuchh yad reh jate hain
Aate jate khubsurat aawara sadko pe
kabhee kabhee itefak se
Kitne anjan log mil jate hain,
uname se kuchh log bhul jate hai
Kuchh yad reh jate hain,
uname se kuchh log bhul jate hain
Kuchh yad reh jate hain
Awaaz kee dooniya ke doston,
kal raat kisi jagah mujhko
Kis kadar yeh hasin khayal mila hain
Raah me ek reshmi rumal mila hain
Kis kadar yeh hasin khayal mila hain
Raah me ek reshmi rumal mila hain
Jo giraya tha kisine jankar,
jiska ho le jayey woh pehchankar
Warna mai rakh lunga usako apna jankar
Kisi husnwale kee nishani mankar,
nishani mankar........
Hanste gaate logo ki bato hi bato me
kabhee kabhee ek majak se
Kitne jawan kisse ban jate hain,
un kisso me chund bhul jate hain
Chand yad reh jate hain,
uname se kuchh log bhul jate hain
Kuchh yad reh jate hain....
Takdir mujhpe meherban hai,
jis shaukh kee yeh dastan hai
Usane bhi shayad yeh paigham suna ho
Mere gito me apna naam soona ho
Usane bhi shayad yeh paigham suna ho
Mere geeto me apna naam suna ho
Dur baithi yeh raaj woh jaan le,
meri aawaz ko pehchan le
Kash phir kaal raat jaisi barsat ho
Aur meri usaki kahee mulakat ho,
mulakat ho....
Lambi lambi rato me nind nahi jab aati,
kabhee kabhee iss firaq se
Kitne hasin khwab ban jate hain,
uname se kuchh khwab bhul jate hain
Kuchh yaad reh jate hain,
uname se kuchh log bhul jate hain
Kuchh yad reh jate hain
Aate jate khubsurat aawara sadko pe
kabhee kabhee itefaq se
Kitne anjan log mil jate hain,
uname se kuchh log bhul jate hai
Kuchh yaad reh jate hain,