Hm Aaj tu ghair sahi
Pyar se bair sahi han
Aaj tu ghair sahi
Pyar se bair sahi
Teri aankho mein koi
Pyar ka paigham nahi
Tujhko apna na banaya to
Mera naam nahin
Tujhko apna na banaya to
Mera naam nahin
Aaj tu ghair sahi
Pyar se bair sahi
Teri aankho mein koi
Pyar ka paigham nahi
Tujhko apna na banaya to
Mera naam nahin
Tujhko apna na banaya to
Mera naam nahin
Ho tune thukraya tha jis dil ko
Kisi ki khatir
Aaj us dil mein, baghwat ke
Siwa kuch bhi nahin
Jin mein sapne the tere
Pyar ke aye janewafa
Aaj un aankho mein
Nafrat ke siwa kuch bhi nahin
Pyar ki aag mein
Pyar ki aag mein
Sang dil main jala hoon jitna
Tujhko utna na jalaya to
Mera naam nahin
Tujhko apna na banaya to
Mera naam nahin
Sari duniya mein fapat tujhse
Mohabbat ki hai
Tu kisi aur ki ho jaye
Ye mumkin hi nahin
Naam tera hi mere
Naam ke sath aayega
Tu kisi aur ki kehlaye
Ye mumkin hi nahin
Naaz hai tujko
Naaz hai tujko bahut
Husn pe apne lekin
Tere sar ko na jhukaya to
Mera naam nahin
Tujhko apna na banaya to
Mera naam nahin
Ho tere mathe pe
Mere pyar ka tika hoga
Zulf teri mere, shano pe lehrayegi
Hai yaqeen mujhko
Ke magroor jawani teri
Mom banke meri
Bahon mein simat aayegi
Sang marmar se hansin
Sang marmar se hansin
Tere badan pe sang dil
Lal joda na sajaya to
Mera naam nahin
Tujhko apna na banaya to
Mera naam nahin
Aaj tu ghair sahi
Pyar se bair sahi
Teri aankho mein koi
Pyar ka paigham nahin
Tujhko apna na banaya to
Mera naam nahin
Tujhko apna na banaya to
Mera naam nahin