Tujhe sochta hoon main shaam-o-subah
Isse zyada tujhe aur chahoon toh kya?
Tere hi khayaalon mein dooba raha
Isse zyada tujhe aur chahoon toh kya?
Bas saare gham mein, jaana, sang hoon tere
Har ek mausam mein, jaana, sang hoon tere
Ab itne imtehaan bhi na le mere
Ah-ah-ah-ah-ah-ah-ah, sang hoon tere
Ah-ah-ah-ah-ah-ah-ah, sang hoon tere
Ah-ah-ah-ah-ah-ah-ah, sang hoon tere
Tu mera thikana, mera aashiyana
Dhale shaam jab bhi, mere paas aana
Hai baahon mein rehna, kahin ab na jaana
Hoon mehfooz inmein, bura hai zamana
Bas saare gham mein, jaana, sang hoon tere
Har ek mausam mein, jaana, sang hoon tere
Ab itne imtehaan bhi na le mere
Ah-ah-ah-ah-ah-ah-ah, sang hoon tere
Ah-ah-ah-ah-ah-ah-ah, sang hoon tere
Ah-ah-ah-ah-ah-ah-ah, sang hoon tere, hey-hey