menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Yeh Ankhen Dekh Kar (Short Ver.)

Lata Mangeshkar/Suresh Wadkarhuatong
ronnett001huatong
Testi
Registrazioni
Yeh aankhein dekh kar hum

Saari duniya bhool jaate hain

Yeh aankhein dekh kar hum

Sari duniya bhool jaate hain

Inhein paane.. ki

Inhein paane ki dhun mein

Har tamanna bhool jaate hain.

Tum apni mehki mehki zulf ke

Pechon ko kam kar do

Tum apni mehki mehki zulf ke

Pechon ko kam kar do

Musafir inmein ghir kar

Apna rasta, bhool jaate

Bhool jaate, hain

Yeh aankhein dekh kar hum

Saari duniya bhool jaate hain

Ye baanhen jab, hamen, apani

panaahon men bulaati hain

Ye baanhen.. jab, hamen, apani

panaahon men bulaati hain

Hamen apni kasam..

Hamen apani kasam ham, har

sahaara bhul jaate hain

Tumhaare narm o naajuk honth

jis dam muskuraate hain

Tumhaare narm o naajuk honth

jis dam muskuraate hain

Bahaaren jhenpati hain,phool

khilana bhul jaate hain

ye ankhen dekh kar hum saari

duniya bhool jate hain

Altro da Lata Mangeshkar/Suresh Wadkar

Guarda Tuttologo

Potrebbe piacerti

Yeh Ankhen Dekh Kar (Short Ver.) di Lata Mangeshkar/Suresh Wadkar - Testi e Cover