F la la la la la la
la la la la la la
F la la la la la la
la la la la la la
F har kisi ko nahin milta
yahan pyaar zindagi mein
pyaar zindagi mein
har kisi ko nahin milta
yahan pyaar zindagi mein
khush naseeb hai wo jin ko hai mili
ye bahaar zindagi mein
har kisi ko nahin milta
yahaan pyar zindagi mein
pyaar zindagi mein
F honton se hont mile na bhale
chaahe mile na bahein bahon se
honton se hont mile na bhale
chaahe mile na bahein bahon se
F do dil zinda rah sakate hain
chaahat ki bhari nigahon se
chaahat ki bhari nigahon se
M har kisi ko nahin milata
yahaan pyaar zindagi mein
F M har kisi ko nahin milata
yahaan pyaar zindagi mein
pyar zindagi miein
M zulfon ke narm andhere hain
jismon ke garm ujaale hain
zulfon ke narm andhere hain
jismon ke garm ujaale hain
M jeete ji ham ko pyaar mila
ham donon qismat wale hain
ham donon qismat wale hain
F har kisi ko nahin milta
yahaan pyaar zindagi mein
F M har kisi ko nahin milta
yahaan pyaar zindagi mein
F M khush naseeb hai wo jin ko hai mili
ye bahaar zindagi mein
F M har kisi ko nahin milta
yahan pyar zindagi mein
F M pyar zindagi mein
pyar zindagi mein