Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hain baaton ka kya
Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hain baaton ka kya
Koi kisi ka nahin yeh jhoothe
Naate hain naaton ka kya.
Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hain baa.ton ka kya
Hoga maseeha..a..a..a
Hoga maseehaa saamne tere
Phir bhi na tu bach paayega
Tera apna..a..a..aaa
Tera apna khoon hi aakhir
Tujhko aag lagayega
Aasmaan pe..e..e..e
Aasman pe udne wale
Mitti mein mil jaayega
Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hain baaton ka kya
Sukh mein tere..e..e..e
Sukh mein tere sath chalenge
Dukh mein sab mukh modenge
Duniya waale..e..e..e
Duniya waale, tere bankar
Tera hi dil todenge
Dete hain..n..n..n
Dete hain bhagwaan ko dhokhaaa
Insaan ko kya, chhodenge
Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hain baaton ka kya
Koi kisi ka nahin ye jhoothe
Naate hain naaton ka kya
Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hain baaton ka kya
Kaam agar ye..e..e..e
kaam agar ye hindu ka hai
mandir kisne lo.ota hai
Muslim ka hai kaam agar ye
khudaa ka ghar kyun to.ota hai
jis mazhab mein..n..n..n
jis mashab mai jayaz hai ye
woh mazhab toh jhuthe hain.
kasme wade py.aar wafa sab
baate hain baaton ka kya
koi kisi ka nahi ye jhute
naate hain naatoon ka kya
kasme wade pyar wafa sab
baate hain baaton ka kya
kasme wade pyar wafa sab
baate hain baaton ka kya