Hoo duniya saari choti jara pad gayi
Badthe badthe main
hadh se zyada bad gayi
O re manwa chod zidd karna
O re manwa chod zidd karna
Andar se bandh kar le tu
Sapno ko pinjre mein
O re manwa chod zidd karna
O re manwa chod zidd karna
Andar se bandh kar le tu
Sapno ko pinjre mein
Tinke tinke ko jodh ke
Kyun main puliya banane lagi
Woh maine chod ke kyun
nadiya bichane lagi
Taare taare ko todh ke
Kyun main jhumar banane lagi
Chand chura ke kyun
ghar main sajane lagi
Aafat kaise yeh dekho jara kar gayi
Pankh laga ke main
chajje pe kyun chad gayi
O re manwa chod zidd karna
O re manwa chod zidd karna
Andar se bandh kar le tu
Sapno ko pinjre mein
O re manwa chod zidd karna
O re manwa chod zidd karna