Jo hoon main tere sang odhe tere hi rang
Bas tere sang sang badli jeene ke dhang jo paaya tujhe
Sang huyi main yun malang teri chaahat mein
Duba mera hai ang ang
Jo hai itni
Mohbaat to khona hai kya teri itni hai chahat
Ke mai pau kya jo hai itni mohbaat to khona hai kya
Itni hai chahat ke mai pau kya
Wo subha jiski mai hu kiran abhi
Peheli tu hai wo sahil jis pe mai aakar
Thehari hu nadi ki tarah teri dhun pe mai behti behti
Ho na chahu shamil tujhme puri
Tarah jo hai itni mohbaat to khona hai kya teri
Itni hai chahat ke mai pau kya jo hai itni mohbaat
To khona hai kya itni
Hai chahat ke mai pau kya