Yeh zulf agar khul ke
Bikhar jaaye to
Achchaaaaa
Yeh zulf agar khul ke
Bikhar jaaye to
Achchaaaaa
Iss raat ki taqdeer
Sanwar jaaye to
Achchaaaaa
Jis tarhaa se thodi si
Tere saath kati hai .. haaye
Jis tarhaa se thodi si
Tere saath kati hai ..
Baaqi bhi ussi tarhaa
Guzar jaaye to
Achchaaaaa
Baaqi bhi ussi tarhaa
Guzar jaaye to
Achchaaaaa
Duniyaa ki nigaahon mein
Bhalaa kyaa hai
Buraa kyaa
Duniyaa ki nigaahon mein
Bhalaa kyaa hai
Buraa kyaa
Yeh bojh agar dil se
Utar jaaye to
Achchaaaaa
Yeh bojh agar dil se
Utar jaaye to
Achchaaaaa
Waise to tumhi ne mujhe
Barbaad kiyaa hai .. hoye
Waise to tumhi ne mujhe
Barbaad kiyaa hai ..
Ilzaam kissi aur ke
Sar jaaye to
Achchaaaaa
Ilzaam kissi aur ke
Sar jaaye to
Achchaaaaa
Mehfil mein teri younhi
Rahe jashn e charaaghaan
Mehfil mein teri younhi
Rahe jashn e charaaghaan
Aankhon mein hi yeh raat
Guzar jaaye to
Achchaaaaa
Aankhon mein hi yeh raat
Guzar jaaye to
Achchaaaaa
Jiss subah ki taqdeer mein
Likhkhi ho judaaiI
Jiss subah ki taqdeer mein
Likhkhi ho judaaiI
Uss subah se pehle
Koi marr jaaye to
Achchaaaaa
Uss subah se pehle
Koi marr jaaye to
Achchaaaaa
Jaakar teri mehfil se
Kahaan chain milegaa
Jaakar teri mehfil se
Kahaan chain milegaa
Ab apni jagah apni
Khabar jaaye to
Achchaaaaa
Yeh zulf agar khul ke
Bikhar jaaye to
Achchaaaaa
Bikhar jaaye to
Achchaaaaa
Bikhar jaaye to
Achchaaaaa
Bikhar jaaye to
Achchaaaaa