Dil insaan ka ek taraazu
Jo insaaf ko tole
Apni jagah par pyaar hain qaayam
Dharti ambar doleee
Sabse bada sach, ek jagat mein
Bhed anek jo kholeee
Prem binaaa, jeewan sunaaa
Yeh paagal premi bole
Ki aaja teri yaad aayi
Ki aaja teri yaad aayi
Ki aaja teriiiii, yaad aayi
O baalam harjaai
Ki aaja teri yaad aayi
Ki aaja teri yaad aayi
Ki aaja teriiiii, yaad aayi..
O baalam harjaai
Ki aaja, teri yaad aayi
Ki aaja teriiiii, yaad aayi..
Zaalim kitniiii, der laga di
Zaalim kitni der laga di
Tumne aate aate
Ab aaye ho, ab naa aate,
To hum, jaan se jaate
Dil deewaanaa, deewane ko
hum kaise samjhate
Deti ram duhayee
Ki aaja teri yaad aayi
Ki aaja teri yaad aayi
Fursat bhi hain, mausam bhi hain
Fursat bhi haiiin, mausam bhi hain
Man hain rang raliyon mein
Chhup gayi hai tu khushboo banke
Shayad in kaliyon mein
Maine tujhko kitna dhoondha
awara galiyon mein
Yeh awaaaaazz, lagaayi
Ki aaja teri yaad aayi
Ki aaja teri yaad aayi
Mast hawa ne.. baat koi
Mast hawa ne.. baat koi
Aisee keh di kaanon mein
Jaise koi madiraa bhar de
Khaali paimaanon mein
Tadpa daalaa aaj machalte
dil ke armaanon ne
Rut neeee, li angadaee
Ki aaja teri yaad aayi
Ki aaja teri yaad aayi
Ki aaja teriiiii, yaad aayi
O baalam harjaai
Ki aaja teri yaad aayi
Ki aaja teri yaad aayi
Ki aaja teri yaad aayi
Ki aaja teri yaad aayi
ki aaja teri.