aaaa aaaa aaaaaaaa
aaaaaa aaaaaa aaaaaa
sukh ke sab saathi
dukh mein na koooooi
sukh ke sab saathi
dukh mein na koooooi
mere raam mere raaaam
tera naam ik saancha
dooja na koooooi
sukh ke sab saathi
dukh mein na koooooi
jeevan aani jaani chhaayaaaaaa
jeevan aani jaani chhaayaa
jhoothi maaya jhoothi kaaya
phir kaahe ko saari umariyaaaaaa
phir kaahe ko saari umariyaa
paap ki gathri dhoyi
sukh ke sab saathi
dukh mein na koooooi
mere raam mere raaaam
tera naam ik saancha
dooja na koooooi
naa kuchh tera naa kuchh meraaaaa
naa kuchh tera naa kuchh meraa
ye jag jogi wala phera
raja ho ya rank sabhi kaaaaa
raja ho ya rank sabhi ka
ant ek sa hoooi
sukh ke sab saathi
dukh mein na koooooi
mere raam mere raaaam
tera naam ik saancha
dooja na koooooi
baahar ki tu maati phaankeeee
baahar ki tu maati phaanke
mann ke bheetar kyun na jhaanke
ujale tan par maan kiyaaaaa
ujale tan par maan kiyaa
aur mann ki mail na dhoi
sukh ke sab saathi
dukh mein na koooooi
mere raam mere raaaam
tera naam ik saancha
dooja na koooooi
sukh ke sab saathi
dukh mein na koooooi