Chor bazari do naino ki
Pehle thi aadat jo haat gayi
Pyar ki jo teri meri
Umr aaye thi woh kaat gayi
Duniya ki tho sikr kahan thi
Teri bhi ab chinta ghat gayi
Tu bhi tu hai, main bhi main hu
Duniya sari dekho ulat gayi
Tu na jane main na janu
Kasie sari bath palat gayi
Ghatne hi thi yeh bhi ghatna
Ghathe ghathe lo yeh ghat gayi
Haan chor bazari do naino ki
Pehle ki aadat jo haat gayi
ChoriI choriI
Chh chorriI
Taarif teri karnaaa
Tujhe khone se darnaa
Haan bhool gaya ab tujhpe
Din mein chaar daffa marna)
Taarif teri karnaaa
Tujhe khone se darnaa
Haan bhool gaya ab tujhpe
Din mein chaar daffa marna)
Pyaar tumhari utri sari
Bathon ki badli bhi chat gayi
Hum se mein pe aaye aise
Mujhko toh mein hi mein kat gayi
Ek huye thhe do se dono
Dono ki ab rahe haat gayi
(chh chorriI)
(chhorrri)
Ab koi fikar nahin
Gum ka bhi zikar nahin
Haan hota hun main jis raste pe
Aaye khushi wahin
Aazad hun mein tujhe se
Aazad hai tu mujhse
Karle aaj yahin
Laj sharam ki choti motti
Jo thi dori woh bhi kat gayi
Chuak chawbare gali mohale
Khol ke mein sare ghonghat gayi
Tu na badli mein na badala
Dil yeh saari dehk badal gayi
Ek minut mein duniya sari
Ki mein sari samajh nikal gayi
Haan rang biranga pani pe ke
Seedhi sadi kudi bigad gayi
Dekhe mujho kastha gatha
Saad gayi yeh duniya saad gayi
ChoriI choriI
Chh chorriI
ChoriI choriI
Chh chorriI