menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Tumhe Apna Banane Ka

Neeti Mohanhuatong
roycarter65huatong
Testi
Registrazioni
Tumhe apna banane ka junoon

Sar pe hai, kab se hai

Mujhe aadat bana lo ik buri

Kehna ye tumse hai

Tumhe apna banane ka junoon

Sar pe hai, kab se hai

Sar pe hai, kab se hai

Jism ke samandar mein

Ik lehar jo thehari hai

Usme thodi harqat hone do

Shayari sunaati inn do

nasheeli aankhon ko

Mujhko paas aake padhne do

Ishq ki khwahishon mein

Bheeg lo baarishon mein

Aao na...

Tumhe paakar na khone ka junoon

Sar pe hai, kab se hai

Mujhe nazron mein rakh lo tum kahin

Kehna ye tumse hai

Tumhe apna banane ka junoon

Sar pe hai, kab se hai

Sar pe hai, kab se hai

Hmm.. rokna nahi mujhko

Zidd pe aa gayi hoon main

Iss qadar deewanapan chadha

Dekho na yahaan aake

Mera haal kaisa hai

Toot ke abhi tak na juda

Ab sambhalna nahi hai

Jo bhi hai wo sahi hai

Aao na...

Tumhe khud se milaane ka junoon

Sar pe hai, kab se hai

Mujhe rehne do apne paas hi

Kehna ye tumse hai

Tumhe apna banane ka junoon

Sar pe hai, kab se hai

Sar pe hai, kab se hai

Altro da Neeti Mohan

Guarda Tuttologo

Potrebbe piacerti