Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Sola singar karke godi bharayi le
Sola singar karke godi bharayi le
Saiyyan saiyyan saiyyan saiyyan
Saiyyan se kheli bahut abb chhotu ko khilayi le
Sola singar karke godi bharayi le
Sola singar kare
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Chhotu jo aave ghar me
Chhotu jo aave ghar me
Oye hoye hoye hoye oye hoye hoye hoye
Chhotu jo aave ghar me nani behlave
Payal pehenke nani nach dikhave
Chhotu jo aave ghar me nani behlave
Payal pehenke nani nach dikhave
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Han chhotu jo aave ghar me
Chhotu jo aave ghar me
Hoye hoye oye oye oye oye
Chhotu jo aave ghar me masi ko bulave
Nappy badalke unaki lori sunave
Nappy masi ki
Chhotu jo ave ghar me aave unke mama
Mama ya chacha mm chacha
Chhotu jo aave ghar me
Aave unake mama
Daton se nada pakde hatho se pajama
Hoo... teri hasi bhar bharke ghar me chhidkave
Ho sola singar karke godi bharayi le
Sola singar karke godi bharayi le
Saiyyan saiyyan saiyyan saiyyan
Saiyyan se kheli bahut abb chhotu ko khilayi le
Sola singar karke godi bharayi le
Sola singar karke
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Hey wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Hey wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa