Jaane kyun na soyein hain royein meri aankhein
Kahaan gaya mera khuda us ko bana ke
Kahaan gayi kismet kahaani yeh suna ke
Khushiyon ki raah dikha ke
Jaane kyun na soyein hain royein meri aankhein
Kahaan gaya mera khuda mujh ko bana ke
Padh lena, khath mera, kaanpte haathon se likha
Ro rahi, thi kalam, siyahi ke aansun bepanah
Sunn tu aaja
Aansu mita jaa
Kyun roye akhiyan, akhiyan
Kyun roye akhiyan, akhiyan
Jaane kyun na soyein hain royein meri aankhein
Kahaan gaya mera khuda mujh ko bana ke
Kahaan gayi kismet kahaani yeh suna ke
Khushiyon ki raah dikha ke
Jaane kyun na soyein hain royein meri aankhein
Kahaan gaya mera khuda us ko bana ke
Dil ko banaya parinda
Teri mohabbat ne
Tukdo main ab hai zinda
Teri mohabbat ne
Sunn aaja
Aansu bepanha aur inhe mita jaa