menu-iconlogo
logo

Roye Akhiyaan (Shedding Tears)

logo
Testi
Jaane kyun na soyein hain royein meri aankhein

Kahaan gaya mera khuda us ko bana ke

Kahaan gayi kismet kahaani yeh suna ke

Khushiyon ki raah dikha ke

Jaane kyun na soyein hain royein meri aankhein

Kahaan gaya mera khuda us ko bana ke

Padh lena khath mera kaanpte haathon se likha

Ro rahi thi kalam siyahi ke aansun bepanah

Na tujhe pata jaan

Lafz kare bayaan

Kyun roye akhiyan akhiyan

Kyun roye akhiyan akhiyan

Jaane kyun na soyein hain royein meri aankhein

Kahaan gaya mera khuda us ko bana ke

Kahaan gayi kismet kahaani yeh suna ke

Khushiyon ki raah dikha ke

Jaane kyun na soyein hain royein meri aankhein

Kahaan gaya mera khuda us ko bana ke

Mujhko sikhaya udna

Teri mohabbat ne

Ud ke zameen pe girna

Bas yeh shikayat hai

Aa jaa

Tukde hain hazaar jaan

Yeh karein bayaan

Kyun roye akhiyan akhiyan

Kyun roye akhiyan akhiyan

My tears they fall like rain

Every word I write it starts again

Never knew that love could be a game

Win or lose I hate this pain

You taught me how to fly

A man should never cry

But its hard to say goodbye

You know its hard to say goodbye