menu-iconlogo
logo

Kasoor

logo
Testi
Haan, mai gumsum hoon

In raahon ki tarah

Tere khwabon mei

Teri khwahishon mei chhupa

Na jaane kyun

Hai ye roz ka silsila

Tu rooh ki hai dastaan

Tere zulfon ki ye nami

Teri aankhon ka yeh nasha

Yahaan kho bhi jaun toh mai

Kya kasoor hai mera

Kyun ye afsaane

In lamhon mei kho gaye

Hum ghaayal the

In lafzon mei kho gaye

The hum anjaane

Ab dil mei tum ho chhupi

Hum hai seher ki parchhaiyan

Tere saanson ki raat hai

Tere hothon ki hai subah

Yahaan kho bhi jaun toh mai

Kya kasoor hai mera

Kya kasoor hai mera

Tere zulfon ki ye nami

Teri aankhon ka ye nasha

Yahaan kho bhi jaun toh mai

Kya kasoor hai mera

Tere saanson ki raat hai

Tere hothon ki hai subah

Yahaan kho bhi jaun toh mai

Kya kasoor hai mera

Kya kasoor hai mera

Kya kasoor hai mera