menu-iconlogo
logo

Mulaqat

logo
Testi
Yeh kaisi mulaqat hai

Jaise sadiyon se tum meri jaan ho

Ab kaise mai ye samjhaau

Kitne arson se tumhara he mujhe

Intezaar hai

Tum jo paas aayi

Choomne ka ye bahana leke

Tabse tum meri ho dastaan

Chaand ko bulakar tumne chamkayi meri jo raatein

Tabse mai tumhara hee hua

Dono hee kalaiyon pe chaandi hai saji

Hothon pe jo laali hai

Dil mein bas gayi

Ye milan ki aisi aag hai

Jal jaane ki he aas hai

Madhoshi ho ya nah bhi ho

Iss pyaar ki gehrayi ka koi

Intehaan nahi

Naachne ka mann kare toh jhoom lengey hum

Aur sitaaron ke bageeche ghoom lengey hum

Thodi si mazaakiya bhi baatein hum karengey

Mil gaya hai aashiyan hum aakhon se kahengey

Yun hota hai pyaar kyun

Thoda dar bhi hai thoda junoon

Hai kafa mehlif ki behtahbi

Jaane kaise koi keh sake ki ye

Itefaaq hai

Ye kaisi mulaqat hai

Jaise sadiyon se tum meri jaan ho

Ab kaise mai ye samjhaaun

Kitne arson se

Tumhara hee mujhe intezaar hai

Ye kaisi mulaat hai

Ye kaisi mulaat hai

Ye kaisi mulaat hai

Ye kaisi mulaat hai