tumhaare bin jee naa lage ghar mein
tumhaare bin jee naa lage ghar mein
balam ji tumse mila ke ankhiyaan
balam ji tumse mila ke ankhiyaan
tumhaare bin jee naa lage ghar mein
badal gayi main to ek nazar mein
badal gayi main to ek nazar mein
balam ji tumse mila ke ankhiyaan
tumhaare bin jee naa lage ghar mein
ye tumne kaisa dikhayaa sapnaa
main pichhe sab chhod aayi apna
pichhe sab chhod aayi apna
khadi hoon rango ke ek nagar mein
badal gayi main to ek nazar mein
badal gayi main to ek nazar mein
balam ji tumse mila ke ankhiyaan
tumhaare bin jee naa lage ghar mein
chubhan si hai dil mein pyaari pyaari
hai meethi meethi si beqaraari
meethi meethi si beqaraari
jalan suhaani si hai jigar mein
badal gayi main to ek nazar mein
badal gayi main to ek nazar mein
balam ji tumse mila ke ankhiyaan
tumhaare bin jee naa lage ghar mein
tumhaare bin jee naa lage ghar mein
tumhaare bin jee naa lage ghar mein
balam ji tumse mila ke ankhiyaan
tumhaare bin jee naa lage ghar mein
jee naa lage ghar mein
jee naa lage ghar mein