menu-iconlogo
logo

Khurdari

logo
Testi
Khurdari zameen sa ye

Mera safar

Tu na jane me kaha

Jana chahu

Rasata mera chahe

Mushkil bhara

Tu na jaane me kya batana chahu

Kya the kayi darwaze

Dastak dene ke liye

Kya the kayi paimaane

Manzil paane ke liye

Kya the kayi zamaane

Khud se jeene ke liye

Kya hogaye poorane wo fasaaney

Pooche ye rahe

Kya hai jawaab tera

Kya gungunaye

Hai ab bbhi khwaab tera

Yuhi ban jaye

Khud se hisaab tera

Kya jagmagaye

Hai ab bhi khwaab tera

Neele aasmaan sa hai

Mera safar

Tu na jaa ne me kaha

Udna chahu

Rootey khwaabon ka bhi hai

Thoda asar

Tu na jaane me kya banana chahu

Kya the kahi afsaaney

Yu suna ne ke liye

Kya the tum bhi deewane

Manzil paane ke liye

Kya the kahi iraade

Aazmaane ke liye

Ab ho gaye bahaane wo puraane

Pooche ye rahe

Kya hai jawaab tera

Kya gungunaye

Hai ab bbhi khwaab tera

Yuhi ban jaye

Khud se hisaab tera

Kya jagmagaye

Hai ab bhi khwaab tera

OOOOOH

WOO HO OH

OOOOOH

WOO HO OH

HOOOO

WOO HO OH

OH

WOH

OOOOOH

Pooche ye rahe

Kya gungunaye

Yu hi ban jaye

Kya jagmagaye