Movie mohra
Singers Sadhana Sargam&Pankaj Udhas
Music Viju Shah
Lyricist: Indeevar
Music
Na kajare ki dhaar,na motiyon ke haar
Na koi kiya singaar,
firbhi kitani sundar ho
tum kitni sundar ho...
?MUSIC ?
Na kajare ki dhaar,na motiyon ke haar
Na koi kiya singaar,
firbhi kitani sundar ho
tum kitni sundar ho
Man men pyaar bhara
aur tan men pyaar bhara
Jiwan men pyaar bhara
tum to mere priyawar ho
tumhi to mere priyawar ho
www. .me
?MUSIC ?
Singaar tera yauwan,
yauwan hi tera gahana
Singaar tera yauwan,
yauwan hi tera gahana
Tu taajgi fulon ki
kya saadagi ka kahana
Ude khushabu jab chaletu (2)
bole to baje sitaar
Na kajare ki dhaar,na motiyon ke haar
Na koi kiya singaar,
firbhi kitani sundar ho
tum kitni sundar ho
?MUSIC?
Saari duniya harajaai,
tere pyaar men hai sachchaai
Saari duniya harajaai,
tere pyaar men hai sachchaai
Is lie chhod ke duniya,
teri or khinchi chali ai
Thi patthar,tune chhukar (2)
sona kar diya khara
Man men pyaar bhara
aur tan men pyaar bhara
Jiwan men pyaar bhara
tum to mere priyawar ho
tumhi to mere priwar ho
www.kashielectronics.com
?MUSIC?
Tera ang sachcha sona,
muskaan sachche moti
Tera ang sachcha sona,
muskaan sachche moti
Tere honthh hain madhushaala,
tu rup ki hai jyoti
Teri surat jaise murat (2)
main dekhun baar baar
Na kajare ki dhaar,na motiyon ke haar
Na koi kiya singaar,
firbhi kitani sundar ho
tum kitni sundar ho...
Man men pyaar bhara
aur tan men pyaar bhara
Jiwan men pyaar bhara
tum to mere priyawar ho
tumhi to mere priyawar ho...
www. .me
Thank you