Aankhon ke panno pe
Maine likhaa tha sau dafaa
Lazon me jo ishq tha
Hua naa wo hontho se bayaan
Khud se naaraaz hoon
Kyun be-awaz hoon
Meri khamoshiyaan hain sajaa
Dil hai ye sochtha
Phir bhee nahin pata
Kis haq se kahoon bataa?
Ki main hoon hero tera
Ki main hoon hero tera
Ki main hoon hero tera
Ki main hoon hero tera
(Main hoon hero, hero tera)
Raahoon mein bhee har katam
Main tere saath chalaa
Haathon mein the, ye haath magar
Phir bhee raha faasla
Seene mein hai chupe, ehasaas pyaar ke
Bin kahe too sun le zaraa
Dil hain ye sochtha
Phir bhee nahin pata
Kis haq se kahoon bataa?
Ki main hoon hero tera
Ki main hoon hero tera
Ki main hoon hero tera
Ki main hoon hero tera
Teri vajah se hain milee
Jeene kee saba khvaahishen
Paa loon tere dil me jagah
Hain ye meri koshishen
Main bas tera banu
Bin tere naa rahun
Maine to maangi hain ye dua
Dil hain ye sochtha
Phir bhee nahin pata
Kis haq se kahoon bataa?
Ki main hoon hero tera
Ki main hoon hero tera
Ki main hoon hero tera
Ki main hoon hero tera
Ki main hoon hero tera
Ki main hoon hero tera
Ki main hoon hero tera
Ki main hoon hero tera