Ghum ho, tum kyun chup ho, jaana?
Tumse hi jeena, mar jaana
Tumse saari khushiyaan hain meri
Haule se jo dil dhadka hai
Tumpe itna kyun marta hai?
Tere bin kya duniya hai meri?
Tujh par, jaan, apni jaan main vaar doon
Tere sang aakhiri main apni saans loon
Tujh par, jaan, apni jaan main vaar doon
Tere sang aakhiri main apni saans loon
Tere sang aakhiri main apni saans loon
Banke tum aasmaan, barse jo iss tarah
Main bhi samajh gaya ki tu yaad kar raha
Hai zameen mein dafan jo pyaar ab mera
Bhoolenge na kabhi, tum the mera jahaan
Mera jahaan, haan, tumpe vaar doon
Tujhpar jism aur jaan main vaar doon
Tere sang aakhiri main apni saans loon
Tujh par, jaan, apni jaan main vaar doon
Tere sang aakhiri main apni saans loon
Tere sang aakhiri main apni saans loon
Tere sang aakhiri main apni saans loon
Ga-re-ga-ma-pa, sa-ni-re-sa-ni-dha-pa-ma-ga
Re-ga-ma-pa, sa-ni-re-sa-ni-dha-pa-ma-ga
Re-ma-pa, sa-ni-pa-dha, re-ga-ma-pa