Soch naa
Jaane kahaan se
Aate hein yeh aansu
Aankh ke kone mein se
Jhaankte aise hein aansu
O re piya ghum ki yeh raatein
Mujhse nahi kat'ti
Teri haseen si ik photo
Kamre mein mere banti
Tu hi bata
Aise mein
Kiya mein karun
Kiyun ke
Tere bin guzara toh hai mumkin meri jaan
Lekin mein mera gumaan toh hai tu
Khuwaabon ki nadiya ka saawan dhoonde aasmaan
Lekin saari daastan toh hai tu