Har tarah ka hai
Ye nasha mere sar pe
Teri yaado me main fanaa
Tere paas baitha
Phir bhi darbadar main
Tere bin jeena hai saja
B-b-boyfifty!
Har tarah ka hai
Ye nasha mere sar pe
Tu bhi puche na ab
Aata kyun ni ghar main
Teri yaadon
Me main fanaa, yeah
Tere paas baitha
Phir bhi darbadar main
Khushi milti mujhe
Apni hi kabar me
Tere bin jeena hai saza, yeah
Tu nahi baithi paas
Phir bhi mil jaata sukoon
Ab paas tere honth
Nahi toh nashe ka junoon
I'm taking all 'em pills
And I can't deny the doom
Ab baitha apne kamre pe
Nas kaati behta khoon
Saari raatein jo guzaari thi
Wo saansein milti ja rahi thi
Dhadkan bhi ye thamani thi
Wo saara teri
Khushboo ka suroor
Tu hai meri, isi baat ka guroor
Ab khudme simatkar hun baitha
Aur andar hi andar hun kehta
Main laash bhi apni kurеdu toh
Tera hi naam bahega bahega
Tu karlе zaleel
Main hasta rahunga
Tu meri ban aaj
Kal main naa kahunga
Aur jo kabhi
Maut aayi tere paas
Toh bachi hui jaan
Main tujhme bharunga
Har tarah ka hai
Ye nasha mere sar pe
Tu bhi puche na ab
Aata kyun ni ghar main
Teri yaadon
Me main fanaa, yeah
Tere paas baitha
Phir bhi darbadar main
Khushi milti mujhe
Apni hi kabar me
Tere bin jeena hai saza, yeah
I can't you hold close
Mere manail ka ye dosh
Ab khaali ye makaan
Zameen pe mera bojh
Pills on my palm phir
Bhula deta main hosh
Ab toh bas khayalon
Me mil aata unse roj
Imaaraton me kho na
Jaaun, kehta tha unhe
Ilaake jo mana the
Pairon ke nishaan hai
Dilaase deti duniya
Ke tu khud ko rok mat
Wo duniya ab kahan
Akela main veerane me
Iraade the ki unke saath
Dekhunga main sabz
Pehchanunga insaan
Paaya maine unko aur
Khwahisein thi poori
Faaslo ne cheena
Ab khwahisein anjaan
Beete lamho ka
Main kaafi hun aabhari
Inhe chupa ke rakhta
Hun main baakiyo se aaj
Bechaini hoti aur
Ye raate beet jaati
Haste ashq aati
Jab bhi teri yaad
Har tarah ka hai
Ye nasha mere sar pe
Tu bhi puche na ab
Aata kyun ni ghar main
Teri yaadon me
Main fanaa, yeah
Tere paas baitha
Phir bhi darbadar main
Khushi milti mujhe
Apni hi kabar me
Tere bin jeena hai saza