menu-iconlogo
logo

Chayi Hai Tanhai

logo
Testi
Chhayee hai tanhayee

Tu na jaane

Sazaa hai yeh kyun payee

Woh na jaane

Sooni hai raahein

Sooni hai baahein

Sooni nighaahein

Jisko hai kho jaana

Woh milta hi kyon hai

Dil ko hai murjhana

Toh dil wahi kyon hai

Jisko hai kho jaana

Woh milta hi kyon hai

Dil ko hai murjhana

Toh dil wahi kyon hai

Dekho dekho zara

Haye kya tha kya ho gaya

Haye tum meharbaan they hum shaadma they

Mehki thi dil ki vaadiyan

Chaahat bhari woh aankhein

Rass mein doobi woh baatein

Kho gayi jaane kahan

Palkon ke they jo saaye

Kyun ho gaye paraaye

Kyun aa gayi dooriyan

Jis ko hai kho jaana

Woh milta hi kyon hai

Dil ko hai murjhana

Woh khilta hi kyon hai

Jis ko hai kho jaana

Woh milta hi kyon hai

Dil ko hai murjhana

Woh khilta hi kyon hai

Sooni hai raahein

Sooni hai baahein

Sooni nighahein

Chhayee hai tanhayee

Kyun na jaane

Sazaa yeh hai kyun payee

Kaun jaane