menu-iconlogo
huatong
huatong
shreyansh-rawat-iss-shor-mein-cover-image

Iss Shor Mein

Shreyansh Rawathuatong
rollermagikhuatong
Testi
Registrazioni
Suno

Kahey kya

Dil mera mujhe

Iss shor mein

Mushkil hai kyun

Jeena yahan

Kho jaayein 'gar hum tum

Phir milenge kahan?

Pyaar ek saaz hai

Yaan pyaar ek shraap hai?

Pyaar hai toh dard hai

Yaan dard se hi pyaar hai?

Khwaab poore hongey kab?

Kismat ke bigde haal hain

Sukoon se soney kab milega?

Befizooli sawaal hain

Umra guzarti jaa rahi

Kadam sambhle nahin magar

Kuch kaam ke ho aadmi

Yaan khuda bharose dagar?

Chaand ko niharke katengi kitni raatein aur?

Phisal rahi hai raet si bachi hain kitni baatein aur?

Do naav mein tere kadam

Aur tairna aata nahin

Toofan mein atke hain hum

Lagta hai harpal akhiri

Iss shor mein madhosh sab

Sunna koi chahta nahin

Suno

Kahey kya

Dil mera mujhe

Iss shor mein

Mushkil hai kyun

Jeena yahan

Kho jaayein 'gar hum tum

Phir milenge kahan?

Altro da Shreyansh Rawat

Guarda Tuttologo

Potrebbe piacerti