Tumko paaya hain to jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon
Tumko paaya hain to jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon
Kisi zabaan mein bhi
Vo lavz hi nahi
Ki jinme tum ho kya tumhe bata sakoon
Main agar kahoon tumsa haseen
Qaynat mein nahi hain kaheen
Taareef yeh bhi to
Sach hai kuch bhi nahi
Tumko paaya hain to jaise khoya hoon
Shokhiyon mein doobi yeh adaayein
Chehre se jhalki huyi hain
Zulf ki ghani gahni ghatayen
Shaan se dhalki huyi hain
Lehrata aanchal
Hain jaise baadal
Baahon mein bhari hain jaise chaandni
Roop ki chaandni
Main agar kahoon
Yeh dilkashi
Hain nahi kaheen na hogi kabhi
Taareef yeh bhi to
Sach hain kuch bhi nahi
Tumko paaya hai to jaise khoya hoon
Tum huye mehrbaan
Toh hai yeh daastaan
Tum huye mehrbaan
Toh hai yeh daastaan
Ab tumhara mera hai ek hai caravan
Tum jahaan main vahaan
Main agar kahoon hamsafar meri
Apsara ho tum ya koi pari
Tareef yeh bhi to
Sach hai kuch bhi naheen
Tumko paaya hai to jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon
Kisi zaban mein bhi
Vo lavz hi nahi
Ki jinme tum ho kya tumhe bataan sakoon
Main agar kahoon tumsa haseen
Qaynat mein nahi hai kaheen
Tareef yeh bhi to
Sach hai kuch bhi nahi