Rat din pyar bin mera dil na rota
Rat din pyar bin mera dil na rota
Eh kaash aisa hota mai paida na hota
Eh kaash aisa hota mai paida na hota
Suna suna khali khali mujhko laga ghar apna
Kal rat ko jag utha mai dekha maine sapana
Aagan me ek pinjara pinjare me ek tota
Eh kaash aisa hota mai paida na hota
Eh kaash aisa hota mai paida na hota
Upar se mai tuta nahi hu
Andar se mai kat gaya hu
Un dono me aadha aadha
Lagata hai mai bat gaya hu
Ma bap ka ek mai beta hu eklota
Eh kaash aisa hota mai paida na hota
Eh kaash aisa hota mai paida na hota