menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Main Banda E Aasi Hoon

Syed Hassan Ullah Hussanihuatong
murraysideashuatong
Testi
Registrazioni
Be nawaon ki nawa sunta hai

Iltija sab ki khuda sunta hai

Hum ke bande hain

Hum ke bande hain sana karte hain

Wo ki khaliq hai sada sunta hai

Main banda e aasi hoon khata kaar hoon maula

Lekin teri rahmat ka talabgar hoon maula

Main banda e aasi hoon khata kaar hoon maula

Main banda e aasi hoon khata kaar hoon maula

Wabista hai umeed meri tare karam se

Wabista hai umeed meri tare karam se

Tera hoon faqat tera parastar hoon maula

Main banda e aasi hoon khata kaar hoon maula

Main banda e aasi hoon khata kaar hoon maula

Ek tera ishara ho or aasan ho manzil

Ek tera ishara ho or aasan ho manzil

Ek lehar uthe or main us paar hoon maula

Main bandae aasi hoon khata kaar hoon maula

Jin se main guzar jaun wo dar khol de mujh me

Khud apne hi raste ki main diwaar hoon maula

Main banda e aasi hoon khata kaar hoon maula

Main banda e aasi hoon khata kaar hoon maula

Bahar ke ujale mujhe kya rah sujhaye

Bahar ke ujale mujhe kya rah sujhaye

Andar ke andheron me giraftaar hoon maula

Main banda e aasi hoon khata kaar hoon maula

Main banda e aasi hoon khata kaar hoon maula

Fir tu mere eman ko tawanai ata kar

Fir tu mere eman ko tawanai ata kar

Barson nahi sadiyon se bimaar hoon maula

Main banda e aasi hoon khata kaar hoon maula

Main banda e aasi hoon khata kaar hoon maula

Altro da Syed Hassan Ullah Hussani

Guarda Tuttologo

Potrebbe piacerti