Alap
Karte rahy khizan se ham
sauda Bahar ka
Badla diya tu kya ye diya
un ke pyar ka.
Talat Mehmood
Sab kuch luta ke hosh mai Aye
tu kya kiya
Sab kuch luta ke hosh Mai Aye
tu Kia kiya
Din mai agar charagh jalaye
tou kya kiya
Sab kuch luta ke hosh mai Aye
tu kya kiya
Movie Ek Saal
Ham badnaseeb pyar ki Ruswai ban gaye
Khud hi laga ke Aag Tamasahi ban gaye,
Tamashai ban gaye
Daman se ab ye sholy Bujhaye
tu kya kiya
din mai agar charagh jalaye
tu kya kiya
sab kuch luta ke hosh mai Aye
tou kya kiya
GSS DOlly3
Le Le ke haar phuloo ke
Aayi tu thi Bahar
Nazren utha ke ham ne hi
Dekha na ek baar
Dekha na ek baar
Aankhon se ab ye parade hataye
tu kia kiya
Din men agar charagh jalaye
tu kia Kiya
Sab kuch luta ke hoshb Mai Aye
tu Kia kiya..
AK Elbalooshi SR