Bartender se main ye kehta hu
Raat bhar main nashe mein rehta hu
Mera order repeat kar kar ke
Pilata jaa na neat bhar bhar ke
Tujhko jaana hai to ghar pe jaa tu
Kaam mera ye ek kar ke jaa tu
Re mujhko de ja tu theke
Ki chaabi re chaabi
Ya to main hoon sharabi
Ya hai botal sharabi
Chaahe jitna bhi rokun
Ye kare hai kharabi
Ya to main hoon sharabi
Ya hai botal sharabi
Chaahe jitna bhi rokun
Ye kare hai kharabi
Peene te mainu nafrat si
Hun chaska peh gaya peene da
Jehda laake bula nu chhad de ve
Oh kaam hai yaar kaminey da
O… peene te mainu nafrat si
Chaska peh gaya peene da
Laake bula nu, chhad de ve
Kaam hai yaar kaminey da
Ye sari duniya ghutni
Daaru ni mujhse chhutni
Main khaali bottle fodun
Peene se munh na modun
Ye gali hai mere yaara di
Lokan nu sohni lagdi ae
Main poori botal pi jaana
Mainu phir bhi thodi lagdi ae
Ho ya toh main hoon (sharabi!)
Ya hai botal (sharabi!)
Chahe jitna bhi rokun
Ye kare hai kharabi (..rabi)
...main hoon (sharabi!)
Ya hai botal (sharabi!)
Chahe jitna bhi rokun
Ye kare hai kharabi...
Kabhi addha kabhi pauwa
Kabhi botal bhi pite hain
Agar fokat ki mil jaye to
Hum mataka bhi pite hain
Kabhi addha kabhi pauwa
Kabhi botal bhi pite hain
Agar fokat ki mil jaye to
Hum mataka bhi pite hain
Pakad kar le chale jab mujhko
Thane ke police wale …
Hame to le gaye thehro
Mere abba bhi pite hai
Pite hai pite hai
He.. ya to mai hu (sharabi),
Ya hai botal (sharabi)
Chahe jitna bhi roku ye kare hai kharabi
Haan main beshaq sharab (pita hoon)2
Cheez bilkul kharab (pita hu)2
Log do char ghoont peete hain
Main toh bas be hisab (pita hu)2
Tujhko jaana hai toh ghar pe (jaa tu)
Kaam mera ye ik karke (jaa tu)
Re mujhko deja tu theke
Ki chaabi re chabi
Ya toh main hoon sharabi
Ya hai botal sharabi
Chahe jitna bhi rokun
Ye kare hai kharabi
Ya toh main hoon (sharabi!)
Ya hai botal (sharabi!)
Chahe jitna bhi rokun
Ye kare hai kharabi
Ya toh main hoon (sharabi!)
Ya hai botal (sharabi!)
Chahe jitna bhi rokun
Ye kare hai (kharabi....)