menu-iconlogo
logo

Tune Saath Jo Mera Chhoda

logo
Testi
Kya guzaregi dil par, bande

Saath kisi ka chhute to

Ye jeenaa phir kaisa jeenaa

Apana koyi ruthe to

Tune saath jo mera chhoda

Deewaanaa tera mar jaaegaa

Tune saath jo mera chhoda

Deewaanaa tera mar jaaegaa

Tune saath jo mera chhoda

Deewaanaa tera mar jaaegaa

Tune naathaa jo, tune naathaa jo

Tune naathaa jo mujse todaa

Deewaanaa tera mar jaaegaa

Tune saath jo mera chhoda

Deewaanaa tera mar jaaegaa

Tune naathaa jo mujse todaa

Deewaanaa tera mar jaaegaa

Aankhon mein bas teri soorat

Aur dil mein basaa hai pyaar tera

Aankhon mein bas teri soorat

Aur dil mein basaa hai pyaar tera

Ab maut muje kya rokegi

Bas karnaa hai deedaar tera

Har haal mein tujhse milana hai

Chaahe suuli chadhana pad jae

Tune saath jo mera chhoda

Deewaanaa tera mar jaaegaa

Tune naathaa jo, tune naathaa jo

Tune naathaa jo mujse todaa

Deewaanaa tera mar jaaegaa

Banhon mein bas ek baar, sanam

Bhar loon main tuje, ye hasarat hai

Banhon mein bas ek baar, sanam

Bhar loon main tuje, ye hasarat hai

Raahoon mein bas ek baar, sanam

Dekhoon main tuje, ye hasarat hai

Har haal mein tujhse milana hai

Chaahe suuli chadhana pad jae

Tune saath jo mera chhoda

Deewaanaa tera mar jaaegaa

Tune saath jo mera chhoda

Deewaanaa tera mar jaaegaa

Tune saath jo mera chhoda

Deewaanaa tera mar jaaegaa

Tune naathaa jo, tune naathaa jo

Tune naathaa jo mujse todaa

Deewaanaa tera mar jaaegaa

Tune saath jo mera chhoda

Deewaanaa tera mar jaaegaa

Mere honton pe, meri baathon mein

Meri yaadon mein, mere khvaabon mein

Kabhi sochoon main, kabhi bhooloon main

Kabhi poochhun main, kabhi dhundhun main

Tere naam, tere naam, tere naam