Tujhko na dekhu to jee ghabrata hai
Tujhko na dekhu to jee ghabrata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai
Yeh kaisa rishta hai kaisa naata hai
Yeh kaisa rishta hai kaisa naata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai
Har gham utha loon tanha akela
Tere liye hai khushiyon ka mela
Har gham utha loon tanha akela
Tere liye hai khushiyon ka mela
Saara sansaar doon jeevan bhi vaar doon
Jitna kahe tu utna main pyaar doon
Jitna kahe tu utna main pyaar doon
Yeh tera mukhda hi mujhko bhaata hai
Yeh tera mukhda hi mujhko bhaata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai