Haan aankhon se padhke tujhe
Dil pe maine likha
Tu ban gaya hai mere
Jeene ki ek wajah
Teri hasi teri adaa
auron se hai bilkul judaa
Haan...
Tujhe sochta hoon
Main shaam-o-subah
Isse zyada tujhe aur chahoon toh kya
Tere hi khayalon mein dooba raha
Isse zyada tujhe aur chahoon toh kya
Bas saare gham mein jaana
sang hoon tere
Har ek mausam mein jaana
sang hoon tere
Abb itne imtehaan bhi naa le mere
Mujhko de tu mitt jaane
Abb khud se dil mil jaane
Kyun hai yeh itna faasla
Hmm lamhe yeh phir naa aane
Inko tu naa de jaane
Tu mujhpe khudko de loota
Tujhe tujhse tod loon
kahin khud se jod loon
Mere jism-o-jaan pe aa
Teri khushboo odh loon
Jo bhi saansein main bharoon
Unhe tere sang bharoon
Chahe jo ho raasta
Usse tere sang chaloon
Dil ibaadat, kar raha hai,
dhadkane meri sunn
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun
Zindagi ki shaakh se loon
kuch haseen pal main chun
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun
Main tere, main tere
Kadmon mein rakh doon yeh jahan
Mera ishq deewangi
Hai nahin, hai nahin
Aashiq koi mujh sa tera
Tu mere liye bandagi
Main chahoon tujhko
Meri jaan be-panaah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan be-panaah
Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khwabon mein saja tu
Zara sa yaadon mein basa
Main chahoon tujhko
Meri jaan be-panaah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan be-panaah
Wo..o..o..o..
Wo..o..o..o..
Wo..o..o..o..
Wo..o..o..o..