menu-iconlogo
huatong
huatong
vickytejas-tu-hai-yahan-cover-image

Tu Hai Yahan

Vicky/Tejashuatong
yespapa1huatong
Testi
Registrazioni
Ye dil mera kahe too hai yahaan

Pukaare, kahe muje ke too hai yahaan

Ye dil mera kahe too hai yahaan

Ye zameen, ye aasamaan, kahe too hai yahaan

Hausla naa hai koyi, naa koyi vaastaa

Faasle hain badh rahe, naa koyi raastaa

Phir bhee ye dil maane nahin

Har saans mein kahe too hai yahaan

Too hai yahaan, too hai yahaan, too hai yahaan

Dhoondta phiraa in suuni galiyon mein

Andhera, ujalaa, sabhee re shaamon mein

Bekhabar raha saare savaalon se

Khvaabon se, khayaalon se, teri raahoon se

Hausla naa hai koyi, naa koyi vaastaa

Faasle hain badh rahe, naa koyi raastaa

Phir bhee ye dil maane nahin

Har saans mein kahe too hai yahaan

Too hai yahaan, too hai yahaan, too hai yahaan

(Too hai yahaan)

Yoon hee samajh jaao kabhi

(Too hai yahaan)

Palkon mein dhak jaao kabhi

(Too hai yahaan)

Yoon hee nazar aao kabhi

(Too hai yahaan)

Seene mein utar jaao kabhi

Subah kee roshni see too

Raaton kee khamoshi see too

Zaahir hai shaamein hai too

Door ho ke bhee hasil hai too

Ye dil mera...

Altro da Vicky/Tejas

Guarda Tuttologo

Potrebbe piacerti