mehek teri aa jaati hai
kabhi kabhi
aahat mujhko deti hai tu
kabhi kabhi
mehek teri aa jaati hai
kabhi kabhi
aahat mujhko deti hai tu
kabhi kabhi
inhin ke sahaare
jeeta hoon main abhi
pyaar na hoga mujhko
jaane jaan ab kabhi
mehek teri aa jaati hai
kabhi kabhi
tanhaayin mein bheegi palken hain
dar hai koi jaan na le
jalte hum tej baarish mein
koi pehchaan na le
boondon
ki ye sadaa hai
jaana tu bewafaa hai
phir bhi kyun yaad karta hoon tujhe
shikaayat dil karta hai
kabhi kabhi
dilasa dil ko deta hoon main
kabhi kabhi
inhin ke sahaare
jeeta hoon main abhi
pyaar na hoga mujhko
jaane jaan ab kabhi
mehek teri aa jaati hai
kabhi kabhi
khamoshi mein din yun dhalte hain
kaise pata na chale
kaisi khalish hai ye seene mein
shaamen bhi tanhaa lage
meri chaahat gawaah hai
tu hi mera khuda hai
phir bhi kyun door hai tu mujhse
ye aadat dil deta hai
kabhi kabhi
judaa khud se hi lagta hoon main
kabhi kabhi
inhin ke sahaare
jeeta hoon main abhi
pyaar na hoga mujhko
jaane jaan ab kabhi
mehek teri aa jaati hai
kabhi kabhi
aahat mujhko deti hai tu
kabhi kabhi