Kyun dhoondhe hai tu khud mein gham ye bataaon jab
Jaadu yahan
Chalti fizaaon mein hai
Kyun dhoondhe hai tu raat mein din ka pata jab
Sab mastiyaan hain chaandni
Raahon mein hain kyun dekhe
Hai tu aankh bhar ek sapna
Sapne to yahan bunte hazaaron mein hain
Kyun dhoonde hai tu bheed mein ek apna apne to
Yahan sab anjaane bhi hain kyun dhoonde
Hai tu raat mein din ka pata jab
Mastiya chandni raahon mein hai
Aur
Kabhi kabhi jo ashqon se mulaqat hoti hai woh samjhane
Ko anjaani
Ek baat hoti hai armaano ki sadak pehna hai daudte ho
Pyaare jaha tu hai waha bhi toh barsaat hoti
Hai aur hoti hai jo
Banke phir se subah wo subah bhi chamakti kitaab
Hoti hai
Jaan le le tu bhi manmarzi ka mazaa kya rakha
Teri chaar deewaron mein hain kyun
Dhoondhe hain tu raat mein din ka pata jab
Masti yaara chaandni raahon mein hain