Mere maula maula mere maula 
Man matwala kyun hua hua re 
Man maula maula mere maula 
Mere maula 
Kis taraf hai aaasmaan 
Kis taraf zaameen khabar nahi khabar nahi 
O o jab se aaya hai sanam 
Mujhko khud ki bhi khabar nahi khabar nahi 
Ho o o hosh gul sapno ki mein bandhu pull 
Aankh kab khuli khabar nahi khabar nahi 
Hoo hoo kis taraf hai aaasmaan 
Kis taraf zaameen khabar nahi khabar nahi 
Mere maula maula mere maula 
Man matwala kyun hua hua re 
Man maula maula mere maula 
Mere maula 
Jaane kab kahan kaise tere ho gaye kaise 
Hum to sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya 
Mere khawaab dil saaansein 
Mil ke kho gaye aise 
Tujko dekh ke aisa to kai baar ho gaya 
Tu kahe dil yeh tera hi rahe 
Aur kya kahun khabar nahi khabar nahi 
Kis taraf hai aaasmaan 
Kis taraf zaameen khabar nahi khabar nahi 
Mere maula maula mere maula 
Man matwala kyun hua hua re 
Man maula maula mere maula 
Mere maula 
Aayega woh is intezaar mein 
Ud chala dil wahan sapne jahan mein janu 
Lagta hai woh mere kareeb hai 
Aisa kyun hai magar dhunde nazar beqabu 
Hosh gul sapno ki main bandhu pull 
Aankh kab khuli khabar nahi ho o 
Kis taraf hai aaasmaan 
Kis taraf zaameen khabar nahi khabar nahi 
Jab se aaya hai sanamm 
Mujhko khud ki bhi khabar nahi khabar nahi 
Hosh gul sapno ki mein bandhu pull 
Aankh kab khuli khabar nahi khabar nahi ho o 
Kis taraf hai aaasmaan 
Kis taraf zaameen khabar nahi khabar nahi 
Mere maula maula mere maula 
Man matwala kyun hua hua re 
Man maula maula mere maula 
Mere maula