menu-iconlogo
huatong
huatong
Testi
Registrazioni
Zindagi ke ghum bhula kar chalta raha

Mushkilon se muskura kar badhta raha

Tu mil gayi toh laga jaise

Kitni hi be-rooh thi zindagi

Pal-pal khuda se tera ishq manga

Dua kyun hui ansuni?

Hum ne bandha hai tere ishq mein ahraam-e-junoon

Hum bhi dekhen ge tamasha teri lelayi ka

Ho ke ruposh, ruposh, ruposh

Hon ge ruposh na dil tod tamanayi ka

Ho ke ruposh

Teri nazron ke sadkay yeh jaan vaar dugan

Tu jo keh de toh apna jahan vaar dugan

Main ne maula se teri meri duniya hai mangi

Woh jo likh de toh usko hi hakk maan lugan

Duniya bhula ke main ne tujhko hai paa liya

Dil se duaon mein bhi tujhko hi manga

Rooh ka ghuroor sara tujhpe luta diya

Khud ko hara ke teri jeet ko hi manga

Waqif hain jahan ke rivajon se

Main nazron se teri har nazar utarun (Nazar utarun)

Hum ne bandha hai terе ishq mein ahraam-e-junoon

Hum bhi dekhеn ge tamasha teri lelayi ka

Ho ke ruposh, ruposh, ruposh

Altro da Wajhi Farooki

Guarda Tuttologo

Potrebbe piacerti