Hai bade khaab badi soch
Na bad bad bas ye hai badhne ki wo khoj
Mein sochta ki log denge daad
Yaa daat se denge noch
Ki ye duniya hai chhoti
Yaa chhoti hai inki soch
Ye log kabhi kholte dimaag nai
Jabtak na behti baatein
Aur mein kholta sharaab nai
Kyu ki nashe mein saare ho toh jaate shaayar
Par kaise chhupega sach apna
Khudse darte kaayar hum toh
Sachi bolu mera chale sabh theek
Kyu ki sabh dekhke ajeeb se mujhe
Bhari ye bheed mein
Me bhi seekh chuka ki yaha mere naseeb mein nahi
Unki tarah peechhe peechhe chalna toh theek
Liya rasta naya aur joota ghasta gaya
Aur gaane bajte gaya aur mein bhi bachta gaya
Haan bolu sachmein ki gaano ne bachali meri jaan
Kyu ki mere jaise log dhoonde kala mein insaan
Eh Haunsla enjh naiyo labbda
Eh haunsla enjh naiyo labda
Eh Haunsla enjh naiyo labbda
Eh haunsla enjh naiyo labda
Malham laake thakkeya ghaav fer vi jalli jaande
Jitt tey haar de vichkar jaan tangi aa vey
Baldi jaave kismat baldi jaave
Taldi jaave jitt meri taldi jave
Kandeya tey chalda peed mainu hondi nai
Lahu jaave dulda akh meri chondi nai
Tan lenda neendra rooh meri sondi nai
Manzil taan mil gayi raah roz khondi payi
Naa mildi raah naa mile menu kyu dost
Naa mile menu bahane toh kinu mein dava dosh
Hum toh, baitha yaha pe na koi baap dum pe
Hum toh roz subah jaagte bas khaab ke dum pe
Mein yaha khada hu dhoop mein taaki banaalu chhat sahi
Likhu mein sach khudke liye mera khat wahi
Leta ijazat ki hifaasat tere soch ki
Yaa fir mein dabta rahu bas banavatiye bhoj mein hi
Eh Haunsla enjh naiyo labbda
Haan dede Hausla mujhe
Eh Haunsla enjh naiyo labbda
Thoda sa khokhla hu mein
Eh Haunsla enjh naiyo labbda
Haan dede Hausla mujhe
Eh Haunsla enjh naiyo labbda
Thoda sa Thoda sa Thoda sa