Dua bhi lage na mujhe, dawa bhi lage na mujhe
Jab se dil ko mere tu laga hai
Neend raaton ki meri chahat baaton ki meri
Chain ki bhi mere tune yun thaga hai
Jab saansein baroon main
Band aankhein karu main
Nazar tu yaar aaya
Dil ko karaar aaya tujh pe pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya o yaara
Dil ko karaar aaya tujh pe pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya o yaara
har rose puuchhen ye hawaayen, hum to bataa ke haare
kyun zikr tera karte hain hum se taareephen?
har rose puuchhen ye hawaayen, hum to bataa ke haare
kyun zikr tera karte hain hum se taareephen?
Ab kisse hain tere
in honton pe mere
izhaar aayaa, yaaraa
Dil ko karaar aaya tujh pe pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya o yaara
Dil ko karaar aaya tujh pe pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya o yaara