menu-iconlogo
huatong
huatong
zakir-sudhmahadevmk-marshal-khuda-hafiz-cover-image

KHUDA HAFIZ

Zakir sudhmahadev/MK Marshalhuatong
postersailemhuatong
Testi
Registrazioni
Pichli sardiyan thi sath

Ye sardiyan barbaad

Woh sardiyan pahad mein

Ye sardiyan tanha

Woh akeli thi raat

Sath jalate the aag

Pakde ek dusre ka

Hathon mein hath

Razayi mein karte the

Chhup chhup ke baat

Kali jaise raat

Safed wese din

Khali jaise hath

Tere wses bin

Aali jaise shan

Sari li hai chhin

Itne dino ke

Aaj mile ho baad

Na mila tera khat

Na suni teri baat

Na message mila

Na ki tune call

Na puchha hi haal

Na hua malal

Tu zalim hai kitna

Tu kitna khrab

Mein hazir hun jitna

Tu aariz hai yaar

Tu hazir jawab

Na Zakir janab

Hafiz Khuda

Ab Hafiz Khuda

Inshallah

Usne bhi chaha tha

Mujhe haan

Inshallah

Woh bol gayi mujhe

Kalakaar kamate hain kya

Ye keh ke chhod gayi

Mujhe Inshallah

Woh aaj bhi lagti hai hoor

Waja thi hood

Jiski wajah se hum

Donon hai door

Beshak hood mera

Gangsta par jani

Uss hood mein yaar

Tera shehenshah

Khuda ab rehem kha

Uski judayi ka

Dard ab hota ni sehen sa

Wehem tha mera ke mujhe

Woh kabhi bhi chhod jayegi

Ab mujhe kya pata tha

Woh pal woh

Bhool jayegi

Mujhe kya pata tha

Woh wadon ko

Tod jayegi

Janeman tere bina mein

Dum nikaal dunga

Phoonk phoonk ke

Aaj bhi yaadon baaton mein

Aankhon mein tu

Rota hun phoot phoot ke

Sahunga mein par

Kahunga neyi

Thug life style ab mujhe ni

Chahiye woh piyar

Jo milega

Jhuk jhuk ke

Bass jane se pehle tu

Aankhein mila lena

Khuda Hafiz ab

Jee lunga mein

Ghut ghut ke

MAM

Altro da Zakir sudhmahadev/MK Marshal

Guarda Tuttologo

Potrebbe piacerti