Haq nabi haq nabi
Haq nabi haq nabi
Wo jiske liye mehfile konain saji
Hai firdose bari jiske wasile se bani hai
Wo jiske liye mehfile konain saji
Hai firdose bari jiske wasile se bani hai
Wo hashmi makki madaniul arabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Ahmad hai muhammad hai waho khatme rasul hai
Makhdumo murabbi hai wahi wali e kul hai
Ahmad hai muhammad hai waho khatme rasul hai
Makhdumo murabbi hai wahi wali e kul hai
Us par hi nazar sare zamane ki lagi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wasshamso duha chehra e anwar ki jalak hai
Wallayl saja gaisu e hazrat ki latat hai
Wasshamso duha chehra e anwar ki jalak hai
Wallayl saja gaisu e hazrat ki latat hai
Aalam ko ziya jiske wasile se mili hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Allah ka farman alam nashrah la ka sadrak
Mansub hai jis se wa rafana la ka zikrak
Allah ka farman alam nashrah la ka sadrak
Mansub hai jis se wa rafana la ka zikrak
Jis zaat ka quran mein bhi zikre jali hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Yaseeno muzzamilo wa muddasiro taha
Kya kya naye alqabon se maula ne pukara
Yaseeno muzzamilo wa muddasiro taha
Kya kya naye alqabon se maula ne pukara
Kya shan hai uski ke jo ummi lakabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo zaat ke jo mazhare laula kalama hai
Jo sahibe rafraf shabe me raj hua hai
Wo zaat ke jo mazhare laula kalama hai
Jo sahibe rafraf shabe me raj hua hai
Asra mein imamat jise nabiyon ki mili hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Kis darja zamane mein thi mazlumi e aurat
Fir jiske badolat mili ise izzato rafat
Kis darja zamane mein thi mazlumi e aurat
Fir jiske badolat mili ise izzato rafat
Wo mohsilno gamkhwar hamra hi nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai