menu-iconlogo
huatong
huatong
-nagma-cover-image

nagma

@huatong
nastradamas007が投稿
Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai Maujon Ki Ravaani Hai

Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai Maujon Ki Ravaani Hai

Zindagi Aur Kuch Bhi Nahi Teri Meri Kahaani Hai

Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai Maujon Ki Ravaani Hai

Zindagi Aur Kuch Bhi Nahi Teri Meri Kahaani Hai

Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai...

Laa.Laa.Laaa.Laaaaaa

Kuch Paakar Khona Hai Kuch Khokar Paanaa Hai

Jeevan Ka Matlab Toh Aanaa Aur Jaanaa Hai

Do Pal Ke Jeevan Se Ek Umr Churaani Hai

Zindagi Aur Kuchh Bhi Nahi Teri Meri Kahaani Hai

Ek Pyaar Ka Nagmaa Hai

収録

あなたにおすすめ

もっと見るlogo

関連プレイリスト

もっと見るlogo